Thursday 4 December 2014

दोस्ती पर कविता


दिल मे एक शोर सा हो रहा है.
बिन आप के दिल बोर हो रहा है.
बहुत कम याद करते हो आप हमे.
कही ऐसा तो नही की…
ये दोस्ती का रिस्ता कंज़ोर हो रा है.

Wednesday 19 November 2014

Jab se dekha hai tum ko ae sanam

Jab se dekha hai tum ko ae sanam,
Bas tumhara hi dedaar karna chahta hai,
Logon se sunte the mohabbat k afsaane
khuwaab humne bhi dekhe the suhane.
Pyar kya hai? Hum aksar sochte thay.
Is baat se hum apne dil ko rokte thay.
Lekin ab tumhain is dil main basakar.
Ye khataa ek baar kerna chahte hai.
Yeh dil tum se pyar kerna chahte hai.
Apni Mohabbat Ka Izhaar Karna Chahte Hai.

Hindi Shayari SMS

Tum Bin Kahi Qarar Na AaeY To MaiN Kya KaroO .!!
Har Pal Teri Yaad SataeY To MaiN Kya KaroO ..!!
Surat MaiN Apni BhOOl GayE Tujh Ko Dekh Kar ..!!
Her AaineY MeiN Tu Nazar Aaye To MaiN Kya KaroO ..!!

Saturday 11 October 2014

Dosti Shayari in Urdu

Mahfil me kuch to sunana padta hai,
Gamon ko bhula kar muskarana padta hai,
Kabhi ham bhi the Dost aapke aajkal
yaad Dilana padta hai...

Monday 22 September 2014

देखा पलट कर चाहत उसे भी थी

देखा पलट कर चाहत उसे भी थी देखा पलट कर चाहत उसे भी थी
मेरी तरह दुनिया से शिकाय उसे भी थी। मेरी तरह दुनिया से शिकाय उसे भी थी
देखा पलट कर चाहत उसे भी थी रो दिए वो मुझे कफ़न में देख कर उस दिन पता चला मेरी जरूरत उसे भी थी।

Saturday 30 August 2014

पंजाबी कविताएं


Har Shaam Khwabaan De Vich Aunda Hai Oh
Mitha Jeha Ehsaas, Pyar Da De Janda Hai Oh

Kade Nede Aaunda Hai Oh Mere Pyar Di Bhaal Vich
Kade Mainu Staun Layi Mere Ton Door Jaanda Hai Oh...!

Sunday 24 August 2014

Mohabbat ki haqeeqat mei zabardasti nahi hoti ...

Kaha tha na
Mujhay tum iss tarha sotay huay mat chor k jana
Mujhay baishak jaga dena
Bata dena
Zindagi k safar mei meray sath chal nahi sakhti
Khuwaishon k safar mei meray sath chal nahi sakhti
Tumhain rasta badalna hai
Meri hadh se nikala hai
Tumhain kis baat ka darr tha
Tumhain janay nahi deta ?
Kahin pe qaid ker leta ?
Aray Pagli
Mohabbat ki haqeeqat mei zabardasti nahi hoti
Jissay rasta badlna ho ..
Ussay rasta badlnay se
Jissay hadh se nikalna ho
Usay hadh se nikalnay se
Na koi rok paiya hai na koi rok paye ga
Meray sathi haqeeqat hai
Tumharay baad khonay k lia kuch bhi nahi baki
Magar khonay se darta hon
Mei abb sonay se darta hon !!!! #DardSMS

Friday 8 August 2014

Hindi Zindagi Shayari

Meri biwi ne wada kiya hai Hum khawb mein ayege
Magar nind hi aati nahi to khawb kanha se ayege

Meri biwi ne ghar aane ka wada kiya hai panchwe din ka
Magar kisi se sun liya hoga ke yeh zindagi char din ki hai

Zindagi mein kabhi root ke rahna nahi
Kaya pata kab mout ka bulawa aa jaye

Mere baad Allah se mang jo kuch mangna hai
Yehi to oh dar hai ke jahan jillat nahi sawal ke bad

Chain se rahna hai duniya mein to kuch socha na kar
Apni kismat se kabhi koi gila ya shikwa na kar

Yaad rakhna mout ki tizarat ko zindagi nahi kahte
Insaan ke dushaman ko insaan nahi kahte

Sanpo se sanp lipte rahenge payr se magar
Insan ko insan das lenge iss duniya mein

Duniya ka dastoor hai beimani/bewafai karna
Magar imandari mein rah kar tum misal kayam karna

Waqt ki ahmiyat ko samzh kar lawt aa ye zaneman
Duniya me koi nahi rahega zindagi bhar jawan

Waqt gujarne ke baad jab sawal karogi ke mera haal dekho
To jawab milega ke pahle aapna aamal dekho

Mout se ishq kiya hai hum ne tum se pahle
Agar usne bulaya to hum usse pahle gale laga lenge...

Saturday 2 August 2014

Urdu SMS

Siyaasi aadmi ki shakl to pyari nikalti hai,
Magar jab guftagoo karta hai chingari nikalti hai,

Labon par muskurahat, dil mein bezari nikalti hai,
Bade logon mein hi aksar ye beemari nikalti hai...

Har ek aawaaz urdu ko fariyaadi batati hai....

Har ek aawaaz urdu ko fariyaadi batati hai,
ye pagli phir bhi ab tak khud ko shehzaadi batati hai

kayi baate mohabbat sabko buniyadi batati hai,
jo pardaadi batati thi wahi daadi batati hai

jahan pichhle kayi barson se kaale naag rehte hain
wahan ek ghosla chidhiyon ka tha daadi batati hai

abhi tak ye ilaaka hai rawadaari ke kabze mein,
abhi firka parasti kam hai aabaadi batati hai

yahan veeraniyon ki ek muddat se hukumat hai,
yahan se nafrate guzri hain barbaadi batati hai

lahoo kaise bahaya jaaye ye leader batate hain,
lahoo ka zayqa kaisa hai ye khaadi batati hai

gulaami ne abhi tak mulk ka peechha nahi chhoda,
hame phir qaid hona hai ye aazaadi batati hai

Gareebi kyun hamare shehar se bahar nahi jaati,
ameer-e-shehar ke ghar ki har ek shaadi batati hai

main un aankhon ke maikhane mein thodi der baitha tha,
mujhe duniya nashe ka aaj tak aadi batati hai...

Dulhan

Tu mujhy hath per saja ly kangan ki tarah,
Main liptna chahta hoon tujh sy aanchal ki tarah,
Daikho kabhi na tum in aankhoon main aansoor lana,
Main saja hoon teri aankhoon main kajal ki tarah,
Our tu hay mery dil main is tarah,
Jesy baithi ho new saij per dulhan ki tarah....

Wednesday 23 July 2014

Yagana rediscovered





MUSHFIQ Khwaja has done a great job. He has managed to pull out a poetic genius from the oblivion where he had been pushed by his hostile contemporaries. They saw to it that he was personally humiliated as a poet. His uncompromising attitude in respect of his literary opinions and his unorthodox thinking in matters of religion made their task easy. While still alive, he was consigned to the grave along with his poetry. His poetic work remained unpublished. Most of us had heard of him only as a crackpot with no respect for the greats of Urdu poetry.

Seen in this background, the publication of Kulliyat-i-Yagana by Academy Bazyaft, Karachi, may be deemed as a significant literary event. Here, we see the resurrection of a rebel poet, who had to pay dearly for his revolt.

Yagana Changezi emerged as a poet in the early decades of the 20th century with a vision of his own, which distinguished him from his contemporaries. He was born in Patna in 1884, but as he grew up and developed a passion for poetry, he went to Lucknow and owned the city to the extent that he deemed himself a Lucknavi. How ironic that he deemed himself a Lucknavi, but the city gradually turned hostile to him. The period of honeymoon soon came to an end. He found himself at clash with his contemporaries in the city who, with their traditional thinking, found it hard to reconcile with his rebellious temperament. It came as a shock to them that the young poet had no respect for Ghalib, who for them was an icon.

Yagana was a born rebel. He relished in being an idol-breaker. Seeing Ghalib venerated as a demigod, he turned anti-Ghalib. This sent a wave of anger in the literary crowd in Lucknow. He came under heavy attack from different quarters and elsewhere. But he stuck to his guns. He staged a revolt against Ghalib in a grand way, which culminated in his booklet titled, Ghalib Shikan, first published in 1934.

Yagana had also lived for some time in Lahore. Mushfiq Khwaja’s research tells us that in those years, he had often been seen among poets gathering at the residence of Allama Iqbal. During those years, he was an admirer of Iqbal and had paid compliments to him while writing about his masnavi in his Ayata-i-Wajdani. Iqbal, too, had regard for him. When one admirer sought guidance from him in respect of a problem of language, he directed him to contact Yagana.

But Yagana’s admiration for Iqbal was short-lived. How long could the young rebel reconcile with the man who was held in high esteem as a great poet? He turned anti-Iqbal. However, his main target was still Ghalib and his devotees. This had provided him with a pretext to wage a war against the poets of Lucknow.

Yagana added to his troubles by poking his nose into religion. In the beginning, he had expressed his liberalism by saying: Krishn ka hoon pujari Ali ka banda hoon. But he was not content with this. He went further and said things which hurt the religious sentiments of orthodox Muslims of Lucknow. This gave a golden opportunity to his adversaries. Their campaign on this issue infuriated the Muslims of the city, which led to an ugly situation resulting in public humiliation of the poet.

From then on, Yagana went into isolation. He was now a lonely man. His family had shifted to Pakistan. In his last years, he lived in wretched conditions. He died on the night of February 4, 1956. And Mushfiq Khwaja tells us that only 12 men participated in his burial.

Such was the man who, because of his rebellions temperament and cynicism, was fated to live in a hostile world. In his rebellious exuberance, he entangled himself in all kinds of controversies, literary as well as religious. Consequently, he did much controversial writings at the cost of his poetry. Even while presenting his volume of poetry, he interpolated these writings in it to the extent that they eclipsed his verse. Much of his work, which brought with it a different poetic vision, remained unpublished.

In fact, Yagana had hitherto stood in dire need of a researcher and critic, who knew the value of his ghazal and was sensible enough to overcome all kinds of prejudices, which his controversial prose writings provoke in us. Mushfiq Khwaja has proved himself to be such a researcher. Ignoring all such prose writings, which act as stumbling blocks in the way of understanding his poetry, he has concentrated on his verse. He took years in research of this precious work. He has dug out almost all of what Yagana had written. And so it is for the first time that the complete poetic works of Yagana have been published in a single volume.

Pains have been taken to determine the date of writing of most of the poetry included here.

Mushfiq Khwaja tells us that he has also dug out more than 100 articles written on different topics in a serious way. He expects to dig out some more pieces. He intends to compile them along with personal letters written to friends and contemporaries and present them in another volume.

Monday 21 July 2014

Bura Lagta hai...


Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho
tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai
Mery chahat ka takaza hai mere sath raho
ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai
Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon
tum mere pas sey utho tu bura lagta hai
Roz-e-shab aaj b perwa hai tumhari mujh ko
tum kisi aur ko socho tu bura lagta hai
Ye mery rooh tarasti hai tumhari khushbo ko
tum kahin aur ja k mehko to bura lagta hai...

Raat Se Dar Lagta Hai...


Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai...
Ghar Hai Kacha Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai...
Tere Tohfay Ne To Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye...
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai...
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo...
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai...
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein...
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai...